Monday, November 11, 2013

Aaj purani raahon se - Aadmi Lyrics - Songs Lyrics




Film Name
(Aadmi)


Year (1968)

Directors
(A. Bhimsingh)

Actors
(Dilip Kumar - Rajesh,  Raja Saab), (Waheeda Rehman - Meena), (Manoj Kumar - Dr. Shekhar), (Simi Garewal - Aarti as Simmi), (Pran - Mayadas (Aarti’s father)), (Padma Chavan - Parvati as Padma Chauhan), (Agha - Prem), (Shivraj - Girdharilal), (Ulhas - Govind as Ullhas), (Mohan Choti - Hari (Rajesh’s servant)), (Sulochana Latkar - Shekhar’s mother), (Nataraj)


Singer: Mohammad Rafi
Music: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni

Song Lyrics of Aaj purani raahon se (Aadmi 1968)

Aaj purani raahon se, koi mujhe aawaaz na de - (2)
Dard mein dubay geet na de, gham ka sisakta saaz na de - (2)

Beete dino ki yaad thi jinme, main wo tarane bhul chuka
Aaj nai manzil hai meri, kal ke thikane bhul chuka
Na wo dil na sanam, na wo deen dharam
Ab door hoon sare gunaho se
Aaj purani rahon se, koi mujhe awaaz na de

Toot chuke sab pyar ke bandhan, aaj koi zanjeer nahi
Sheesha-e-dil mein armaano ki, aaj koi tasveer nahi
Ab shaad hoon main, azaad hoon main
Kuch kaam nahi hai aaho se
Aaj purani raahon se, koi mujhe awaaz na de
Dard mein dubay geet na de, gham ka sisakta saaz na de

Jivan badla duniya badli, mann ko anokha gyaan mila
Aaj mujhe apne hi dil mein ek naya insaan mila
Pohncha hoon wahan... nahi door jahan
Bhagvan bhi meri nigaho se
Aaj purani rahon se, koi mujhe aawaaz na de




1. Aaj purani raahon se - (Mohammed Rafi)

2. Kesi haseen aaj baharon ki raat hai - (Mohammed Rafi)

3. Kal ke sapne aaj bhi - (Lata Mangeshkar)

4. Kaari badariya - (Lata)

5. Me tooti hui ek naiya - (Rafi)

6. Na admi ka koi bharosa - (Rafi)

0 Comments:

Post a Comment

feedburner
Enter your email address:

Delivered by FeedBurner