Monday, November 11, 2013

Na Admi Ka Koi Bharosa - Aadmi Lyrics - Songs Lyrics




Film Name
(Aadmi)


Year (1968)

Directors
(A. Bhimsingh)

Actors
(Dilip Kumar - Rajesh,  Raja Saab), (Waheeda Rehman - Meena), (Manoj Kumar - Dr. Shekhar), (Simi Garewal - Aarti as Simmi), (Pran - Mayadas (Aarti’s father)), (Padma Chavan - Parvati as Padma Chauhan), (Agha - Prem), (Shivraj - Girdharilal), (Ulhas - Govind as Ullhas), (Mohan Choti - Hari (Rajesh’s servant)), (Sulochana Latkar - Shekhar’s mother), (Nataraj)


Singer: Mohammad Rafi
Music: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni

Song Lyrics of Na Admi Ka Koi Bharosa (Aadmi 1968)

Teri mohabbat pe shak nahi hai
teri wafao ko manta hu
Magar tujhe kiski aarzu hai
Main ye hakikat bhi janta hu

Na aadami ka koi bharosa
Naa dosti ka koi thikana
Wafaa ka badlaa hai bewafai
Ajab zamana hai ye zamana
Na aadami ka koi bharosa

Naa husn mein ab wo dilakashee hai
Naa ishk mein ab wo zindagi hai
Jidhar nigaahen uthake dekho
Sitam hain dhokhaa hai berukhi hai
(Badal gaye zindagee ke nagame
Bikhar gayaa pyaar kaa tarana) - (2)
Na aadami ka koi bharosa

Dawa ke badle mein zeher de do
Utaar do mere dil mein khanjar
Lahu se sincha tha jis chaman ko
Ugge hain shole ussi ke andar
(Mere hi ghar ke charagh ne khud
Jala diya mera aashiyana) - (2)
Na aadami ka koi bharosa
Naa dosti ka koi thikana
Wafaa ka badlaa hai bewafai
Ajab zamana hai ye zamana




1. Aaj purani raahon se - (Mohammed Rafi)

2. Kesi haseen aaj baharon ki raat hai - (Mohammed Rafi)

3. Kal ke sapne aaj bhi - (Lata Mangeshkar)

4. Kaari badariya - (Lata)

5. Me tooti hui ek naiya - (Rafi)

6. Na admi ka koi bharosa - (Rafi)

0 Comments:

Post a Comment

feedburner
Enter your email address:

Delivered by FeedBurner